Answer |
1)Sohar apni jawan biwi sai 4 mahinay sai ziada muddat(time period) k lie hambistari (intercourse) tark nahi kar sakta magar ye k(except) hambistari os k lie nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski biwi khud 4 mahinay sai ziada muddat k liay hambistari tark karnay par razi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382).
2)Agar koi darj zail asma e husna ko talab e aulad ki niyat sai 40 roz tk har namaz k baad bila-nagah 40 martba prhay to wo sahib e aulad ho ga. Asma e husna ye hain “ ﯿﺎﺍﻭﻞ ﯿﺎﺑﺎﺮﺉ ﯿﺎﻤﺻﻮﺮ ﯿﺎﺨﺎﻟﻕ ﯿﺎﻤﺑﺪﺉ ” (Ref : Naway e Salaheen pg # 401)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|