Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kya roza rakhe huve thuk ko andar liya ja sakta hai aur sehri me 2 min ki deri ho jaye to roja tut jata hai 
Answer 1)Mooh(mouth) ka pani (thook) nigalne se roza batil nahei hota. 2)Jab roze dar khana(food) kha reha ho agar usa maloom ho jaay ke subah ho gae hay to zarori hay k jo luqma mooh (mouth) mein ho usay ugal day. Aur agar jaan boojh kar wo luqma nigal lay to us ka roza baatil hojaay ga aur kaffarah bhi daina hoga. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1560 , 1555) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.