Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question plz answer me kia beta apni ma ko namaz parhna ka kah sakta he ya nai plz answer me plzzzzzzzzzzzzzzzzz  
Answer Amr bil maroof aur nahi anil munkar ka karna apnay ghar walo par doosron ki nisbat ziada shadeed hai laikin maa aur baap ki nisbat ehtiyat e wajib hai k narmi sai in ki rehnumai karay aur kisi bhi waqt in k samnay sakhti sai pesh na aye. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2011)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.