Answer |
Janabat ki wajah sai ghusl wajib hua ho to sharam ki wajah sai ghusl ko tark kar k wazoo nahi kia ja sakta hai. bal k faqat ghusl hi karna paray ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 638-716)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |