Answer |
Is terah to doodh nahi aata hai albetta jab aurat ko khud ko aulad hoti hai to khuda ki qudrat sai os ko doodh aanay lagta hai aur wo bhi agar larka hai to os k mutabiq doodh aye ga aur agar larki hai to os k mutabiq doodh aye ga. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |