Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Sir mera question yeh hai kah.agr ek larki apni feelings ek larkay sa facebook ki through share krskti sexuality?( begairr real ma milay)..orr is sayy taluk rakhay,,kia yeh jaiz ha? kia yeh gunnah kabeera ha? orr prh kia jb real ma jis banday ka sath shadi ho jaye is ko apnay pechlay talukat means yeh fake taluk bfs ka batana chahiye? sir mjhee bht tension stress rehta ha mjhe in kamu ko choray hoye 1 and half years ho gaye hain..or maii in kamu ma dubara nahi parna chahtii..how to control my self ...magr kabhi kabar dil krta ha kahh prh sa fb join krun orr prh sa ultay kam..magr how to control my self?even i know kia wrong and kia sahi after realization..plz help me.! 
Answer FB ko istemal karna zati tour par haram nahi hai laikin agar is k zerye se aap ghunah main mubtilah ho rahi hon agarchah kam kam hi q na ho, to phir aap k liay is ka istemal haram hay. (Ref : Ayatullah Sistani, mujtahid se poochay gae sawalat, part 3, ques # 139). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.