Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Muamilaat >> Pregnancy 
Question Salam mera sawal yeh hai keh.agar koi maa khud bacha pedah nahi kerna chahati.or us ka husband bacha chahata hai.or us k hamal ko 4 din ho jayein or woh yeh bacha nahi chahati.or apne husband ko ya kisi ko bataye bagair zaya kerna chahay.toh islam may is k liye kiya hukum hai.please agar is ka answer jaldi mil jaye toh acha ho ga. 
Answer Hamal ruknay k baad os ko zaya karna jaiz nahi hay. Agar maa khud bachay ko zaya kray to is ki diyat maa par wajib hai aur zaroori hai k wo diyat bachay k baap ya doosray worsa ko dai. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #72 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.