Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question aoa agar hum kisi mujtahid per taqleed karty ho or agar hamara koi masla ho or hamay uski taraf say apnay maslay ka jawab na milay tho kya hum unkay usi hukum par us waqt tak amal kar sakthay hai jo hamay pehlay mila ho.jab tak jawab nahi miltha jasay vasvas or shak say mutaliq koi masla. 
Answer Jab tak insan ko ye yaqeen na ho jay ke mujtahid ka fatwa badal chukka he. Wo kitab me likhe hua fatwe per amal ker sakta he. Aur agar fatwe ke badal janey ka ehtmal ho to chhan been karna zurari nahei.(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 5) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.