Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha Sistani Sb 
Question Salaam Un Alaikum.. Maira sawal ye hai kay main aik Islamic Library ka owner hun, main library kee tarveej kay liye Ticket jaari kerna chahta hun jiski qeemat 20 rs hogee. Ticket kee amount jama honay kay baad qurandazi kay zariye ticket lainay walon main se kisi aik fard ka mobile bator e inaam (Gift) nikala jaye ga. Baaqi maanda raqam se library kay liye books khareedi jayain gee. Aaya maira ye amal jayiz hai ya nahi ? 
Answer Agar ticket is liay khareda ho k inaam nikle tu ye maamla haram or batil hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e pg # 472). Update on dated 08-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.