Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name not undrstnd 
Question Agr koi ksi bat ko la kar ya kha ka is bat ka yaken delanay ka liye quran par hath rakh kar kahu ka tm na asa nae kiya aur dosra person aus ky kahny par QURAN par hath rakh da lakin jhot bola ka han mana asa nae kiya halaka hakekat ma aus na asa kiya ho... Is ka kya kafara ha ???  
Answer Ye jhoot bhi shumar hoga or quran ki be-hurmati ka pehlu bhi hoga, agr qasam kha kr kaha hai to goya jhooti qasam khai hai or ye haram hai or kabhi kabhar to gunah e kabeera ban jata hai, or is ka kaffara Allah se toba w istighfar hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.