Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question masla no 1260 se taqriban 70 k m city jatahun usi din ya rat me wapas ajatahun wanha mai puriv4 rekat nemaz parta hun sahi hai 
Answer Sab say pehlay tu hum aap per ye baat wazeh ker dain k Ayat Ullah Seestani(d.b), ki Tauzee hul masail, ka maslah#1260 ka aap k sawaal say koe tal’luq nahi.maslah # 1260 k mutabiq agar safar per janay or wapas anay ka faaslah sab mila ker 44 km ho or jis din gaye hoon osi din ya raat ko wapas palat ker nah aa’en tab bhi safar main qasar perhni hay. Agar aap ka safar 8 sharait k mutabiq tha tu aap ko is safar main 4 rakati namaz ko 2 rakat hi perhna hoga.agar aap ko maloom tha k qasar namaz perhni zarori hay or aap nay ghalti say pori perhli thi tu ehtiyaat ki bina per qaza perhna zarori hay. Or agar aap ko ye maloom hi nahi tah k aap ko namaz e qasar pehna zarori hay or aap nay pori 4 rakat namaz perhi tu ye namaz sahi mani jay gi. (Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#1260,1344-5).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.