Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Salam... Mohtaram mujy ap sy detail mai jawab chahye... Meri shadi ko 3 saal or 5 month ho gay hain. Meri 1 beti ha. Mery husband saudia mai kaam karty hain... Wo shadi k baad 3 month sath rahay. Phir saudia chalay gay. Phir us k 5 month baad wapis aay. Ku k beti hui thi is lye. Phir wo 3 month meray sath rahay. Ab un ko saudia gay 2 saal or 5 month ho gay hain.. Wo koshish to boht kar ray hain k mai un k pass saudia chali jaaon. Par kaam nai ban paa raha.. Meray susraal mai meri mother in law hain.1 nand hai jo k divorcd hai. 2 young dewar hain. 1 ki age 23 saal ha or 1 ki age 16 saal ha. Pahly to 2 saal mai apnay susraal mai rahi hu.. Sab kaam b kiye. Par jab ki meri sister in law divorced ho k aai ha. Meray susraal waly mujy boht ignora krny lag gay hain. Mai apni ammi ki trf aa gai hu. To wo log relax hain. Wo b ye he chahty hain k mai apni ammi ki trf he rahu. Ap plz mujy ye btaaye k mera susraal mai rehna theek ha ya apni ammi trf rahu. Ku k mery to husband b mery sath nahi. Or plz kuch parhny k lye bata dain k mai apny husband k pass chali jaaon.. Or istekhra b karwa dain.. Apki meharbaani ho gi... Mai ab akeli nai rehna chahti. Ku k shadi k baad husband k sath ki boht zaroorat hoti ha... Plz mery sawalon k tassali bakhsh jawab dain.. Shukria  
Answer Kisi bhi jaiz maqsad main fatah hasil kerne k liay 141 mertabah “yaa fattaaho yaa azeezo” (یا فتاح یا عزیز) wird kia jay.(Ref: Naeemul amaal, pg#315) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.