Question |
salam mari shadi ko char saal ho gaey hain magar olad nhi hai ap si request hai ki aap Aaqa Sistani aur Aaqa Khamanaei ki taraf si mujha munajaat ,wazifa ya dua ya namaz bata dain pls un tak mari request bhi pohncha dain ki mara liye apna labon si dua ker dain k main sahib e olad ho jaon aur ap sab b dua ker dain Ilahi ameen
wsalam
|