Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera sawal ye hai ke ekh larki ne mere oper bohat ghalat ilzaam lagaya main apni ammi ki kasam bhi khai ke ye sub main ne nahi kiya lekin ussne kaha ke kasam khane wala sub se bara jhoota hota hai . tou mujhe ye btaien ke main kis terhan apne ilzam ko ghalat sabit karo mera matlab hai ke kasam khane wala sub se bara jhoota hota hai ye kahan likha hai ?? Nabi Kareem S.A.W NE IS BARE MAIN KUCH FERMAYA HO TOU APP PLX BTADIN MUJHE .. ? 
Answer Apne apko tohmat (ilzaam) se bachane ki khatir qasam khana jaiz hai, is men koi harj nahi hai, Albatta ye zaruri nahi hai jo qasm khata ho wo sb se bara jhut bolta ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.