Question |
maire susar ne talaaq ka taqaza kia n saaly ne bhi maine apne kaano se ni suna tha k meri biwi ne bhi talaaq mangi haan jub talaaq ho rahi thi to us ne mujhe roka nahe tha n samaan ka taqaza bhi kia tha laikin main dil se raazi nahe tha per maine writetten aur 3 martaba yun kaha k maine (name) ko talaak di , talaak di , talaak di aik he saans main kaha kia yeh talaaq waqeya hue? |