Question |
meri 4 betian hain in 4 ki das saal se shaadi ki koshish karrhi hoon, lakin nakaam hogai hoon. dar hai kay age na nikal jay,kuch log kehtay hain mere ya mere husband per kala jado kiya huwa jis ki wajha se shaadi nahee hosakti, main bht pershan hoon , aap bataye kiya wakai aisa hai, meri mother ka naam "Jahan ARA' hai,. |