Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Islam 
Question ye maine 2nd time ques kiya hai pahli bar bhi aapka koi jawab ni aya is bar plz aap jawab de gar hai ya nai hai Ques. Kya majboori me khana khade ho kar kha saktey hai agar kha saktey hai to wo kon c hadees hai jisme lika hai plz refrence ke sath jawab de 
Answer 1-Kharhe ho ker khana khana jaiz hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2599). 2-Sunnat hay k khana khatay waqt do zano(guthno ki bal) baitha jaay.(Ref: tehzebul islam, allama baqir majlisi, pg#69). Update on dated 15-06-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.