Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ASSLAMO ALIEKUM SIR me rozgar ke lia boht preshan hun beshak ALLAH rozi deta ha lekin muje aisa lagta ha muj me koi aisi khobi nai ha jo mere rozgar me madad de na marketing na dealing na education na koi fun me maichor i mean age ke sath samjdar hona na wo hun aisa lagta ha ke ALLAH Muje moqa de gaein per me pehcahn na pao ya muj se kho jae ALLAH se har waqt dua kerta hun ke muje is qabil bna ke apne zor e bazo pe koi kam ker ke khud kafil ho sakoon kahi set nai hua aaj tak mein kabhi ik jaga kabhi dosre jaga meri is problem ko koi nai samjhta aap koi ayat btaein take meri rozgar ke problem hal ho jae ameen ALLAH MERI ROZGAR KA MASLA HAL FARMAYE AMEEN 
Answer Surah e Zariyaat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.