Answer |
Shehwat(Lazzat) ki niyat se aurat ka aurat ko galay lagana, oska bosa lina or os se cherh charh kerna haram hay agarchah in k darajaat mukhtalif hain.(Ref:Jadid fiqhi masail,maslah#515, edition#2003). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |