Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah seestani 
Question aurat k zahiri parday ka kia hukam hay?? hijab kafi hay ya niqaab karna zaruri hay? 
Answer Zarori hai k aurat apnay sir k baal aur apna badan na-mehram merd say chupaey laikin chehra aur hathon ko kalaiyo tak khula rakha jasakta hai. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2399). Update on dated 15-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.