Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name mu 
Question juma ka ghosula ka tarika  
Answer Tamaam wajib aur mustahab ghusl ka tariqa aik hi hai, niyat k baad pehlay pura sar(head) aur gardan(neck) dhona zarori hai aur baad mai baqi pura badan dhona zarori hai. Aur is baat ka yaqeen hasil kernay k liay k donu hisso (yani sar o gardan aur badan)ko mukammal tour par dho lia hai,zarori hai k jiis hissay ko dhoey us k sath dusray hissay ki kuch miqdar dho lain. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #360,362). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.