Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam o alekum mera sawal ye ha k agr koi pregnant aurat ho or delivery k bad wo roza nhi rkh sake bcz of blood n breastfeeding or us ne fidya de dia ho un rozon ka to kia usko in sab se pak ho k roze rkhne hongy jin ka fidya ada kia ha? Ya fidya dena zaruri nhi ya dono chezen zaruri han? Plz bara e meherbani in sawalo ka tafseel se jawab dijiye ga. shukriya 
Answer wssalam o alykum, ager bache ka doodh pena maan k uper munhasir(depend on) hai or doodh kam ho to ager roza rakhna khud maa k liye ya bache k liye muzir ho to ap per roza rakhna wajib nahi hai or zarori hai k her din k badle 1 mud khana sharai faqeer ko dain aor baad main roze ki qaza karain Ager aurat ramzaan k roze haiz ya nifaas ki waja se na rakhe to ramzaan ke baad is ko us rozoo ki qaza karni ho gi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1700,1673). Update on dated 18-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.