Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Khoie 
Question mari do fajar ki namaz qaza ho gi han ma un ko kasa aada kro.please tell me soon  
Answer Jis shakhs ki namaz qaza ho jaay to zurari hay k is ki qaza perhne me khothai na karay albat’tah is ka foran perhna wajib nahi hay. (ref tauzeeh ul masail ayat ullaha Khoei d.b masla no 1381) (Aap donoo fajar ki namaz qaza ki niyat se perhain aur toba bhi karein ke dubara namaz qaza nahei karoon ga). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.