Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agr shohar ko threat diya jaye k biwi ko talaq do wrna jail main bnd kra dain gy n Shohar jail se bchny k liye divorce paper sign krdy to kya divorce hojati hy..? Jb k wo talaq nhe dyna chahta tha..sirf sign kiye hyn paper py words boly nhe hyn..plz answer. 
Answer Ye talaq sahi nahi hai q k Talaq ki shriat hain k talaq mard apnay ikhtiar sai dai, talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jay, talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay, zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay, Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.