Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah khaminai 
Question namaz main aurat ko kon kon say parts cover karnay chaiye aur agar namaz main shak ho k theek nhe parhi tu kia karna chaiye? 
Answer 1)Zaroori hai k aurat namaz mai apna tamam badn hatta k sar aur baal bhi dhapay albetta chehra, kalai tak hath aur takhnoo tak poun dhapna zaroori nahi hai laikin ye yaqeen karnay k lie k is nai badan ki wajib miqdar dhanp li hai zaroori hai k chehray k atraf ka kuch hissa aur kalai aur takhnoo sai nichay ka kuch hissa bhi dhapay laikin mozay(socks) pehanna wajib nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 777) 2)Agar koi shakhs namaz k baad shak karay k doran e namaz is nai koi aisa kaam kia hai ya nahi jo namaz ko batil karta hai to o ski namaz sahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1143)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.