Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunny 
Question As-salam-alaikum kya isha ki nafal k bagair isha ke nimaaz ho jati hy?  
Answer Zaroori hai k isha ki nafal ehtiyat e wajib ki bina par beth kar 2 rakat parhi jae aur isha k baad parhi jae laikin q k nafal parhna mustahab hai is lie nafal ko chor bhi saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 752-755)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.