Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunna 
Question mera sawal yi hai ki kiya phone per talaq ho jati hi,,iss ki limititions kiya hain,please muji jaldi iss sawal ka javab chaiyi kisi ki ghar ki bait hai 
Answer Talaq sahi honay ki chand shrait hain faqat phone par talaq denay sai talaq nahi ho jati hai talaq k lie 2 aadil gawahoo ka samnay moujood honay zaroori hai, is k alawa talaq denay ki niyat bhi ho, aur talaq k waqt aurat haiz ya nifas sai pak ho wagira aur talaq ka sigah arabi zaban mai ada kia jae aur bohat si shrait hain jin ka talaq k waqt khayl rakhna zaroori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2462-2508)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.