Question |
Asslam alikum bhai jaan
mera yeh masla hai ke
mujhe 4 saal se hazme ki kharabi hai,
khana hazam nahi hota, kabz banta hai
sardi zukam rehta hai,
gas bohat zada banti hai yaha tak ke ultiya hoti hai,
meri aante boht kamzor hogai,
main parhz bhi bohat zada karta hun,
har doctor aur ayurvedic dawwa liya par koi fark nahi hota,
wazaif dua padhta hun par allha pak nahi sunnte
bohat sakhti se guzar raha hun plz help
yeh marz se meri zindagi tabha hogai |