Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kea ek shia larke, ek sunni laky say mutha kar sakte hai? plz ans me. 
Answer Jab tak Sunni larka Nikah e Mutta k Sharee hone ka aqeeda na rakhe tab tak kisi sunni larkay k liye Nikah e mutta sahi nahi hoga. Isi tarah ye nikah agr larki k apne deen o mazhab se gumrahi ka baais ho to bhi jaiz nahi hai.(Ref: Mafhoom e Email.Rcvd from A.Sistani.org, dated:27.03.11+ Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 134, Mafhoom e pg # 70). Update on dated 13-05-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.