Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Jab koi Quran pe hath rakhwa k ap say kisi kam ko na karne ki kasam utwaye aur ap wo qasam utha kar tor do aur wo kaam kar do to iska kaffara kya ho ga? Aur agar Quran pe hath rakhwa k zabardasti qasam uthwayi jaye to kya wo qasam ho gi ? usko torne me koi harj to nahi ? 
Answer Is qism ki qasam ki koi sharare hesiyat nahi hai, lehaza iski mukhalifat ki surat men na koi gunah hai na koi kaffara hoga.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2634). Update on dated 27-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.