Answer |
Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hai). Update on dated 12-12-2015. (Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67)Bacha paida karnay k lie jima karnay ka khas tareeqa hai aur back mai karnay sai bacha paida nahi hota hai.. Update on dated 12-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |