Answer |
Ye talaaq sahi nahi hai, or wo dono ab tak husband o wife hain kun ke talaaq ki chand shartain hain jin main se chand ye hain ke talaaq ka siga arabi main phara gaae or 2 aadil gahwaah seegha pharte waqt mojood hon.(ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, 31st edition, maslah # 2462 to 2472 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae). |