Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question Salam Sir, Hamar han ak Bahot ghareeb banda jo syed naheen hay jis ka bata Hamara madrisa Darul Wafaz chaniot main parh raha hay wahan sy us nah Hifz be karna hay aor Dunive taleem bhe hasil kar raha hay. Mara sawal yah hay kah kay main Apna khums ke raqam main say (Mala Imam) is bacha ke aianat kar sakta hoon ya naheen jabkah us bacha ka baap Ghar main niaz bhe data hay aor matam bhe karwata hay magar namaz abhe tak hath bandh ka parhta ha matlab ahla sunat main sa hay.  
Answer Maal e imam(sehm e imam(a.s)) apne mujtahed ko dia jaay ga. Kisi bhi fard k lie mujtahid ki ijazaat k bageir is hissa me tassaruf(istemaal) karna jaiz nahi. (Mujthid se poushey gye sawalat part # 1, ques # 110, pg # 61). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.