Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Hazratji, Assalam o alaikum, Mai ne aap se question kiya tha wo question neeche hai. 1)Jo shakhs surah e aaraaf surah # 7 ki ayat # 54 ta 56 parh kar Allah sai neend k kam karnay ki dua karay to neend kam ho jae gi aur shaitan sai bhi mehfooz rahay ga. (Ref : Payam E Shifa pg # 185) 2)Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). TO MUJHE AAP SE JAWAB MILA LEKIN, 2 NUMBER POINT ME AAP NE BATAYA HAI KEE, Dua e tawassul BARE ME, TO, YE DUA E TAWASSUL KON SI DUA DUWA HAI ? PLEASE MUJHE BATA DO. Shukriya.  
Answer Kitaab Mafatih u al-jinaan (duwao ki kitaab ka naam hai) ke index main dekhain to dua e tawassul (dua ka naam hai jo index main is hi naam se likha howa hai) mil jaae gi.( ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.