Answer |
ap apne walid ki qaza namazain kud bhi phar sakte hain or ujrat per bhi pharwa sakte hain. Or jahan tak namaaz ki tadaad ki baat hai to ager kam tadaad ke mutabiq namaaz phar lain ya ujrat per pharwa dain to kafi hai, garche behtar hai ke itni tadaad main pharain ya pharwaain ke yaqeen hogaae ke un ke zimme koi namaaz nahi rehi. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1364 , 1371 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). |