Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Agha sistani 
Question Maghrib ki namaz ka wqt kb tak h.? 
Answer wo shaks jo magrib ki Aazaan ke baad namaaz phar sakta ho ese shaks ke liye magrib o isha ki namaaz ka waqt aadhi raat tak baqi rehta hai, or us shaks ke liye jo kisi waja se aadhi raat tak na phar saka ho fajat tuloo hone se pehle tak hota hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 723 , 724 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.