Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Homoeopathic Medicine damiana pentarkan drops ye kab tak istemal karni hai. 
Answer Imaam e Sadiq (a.s) ne farmaya, ke ik pegambar ke pas un ki qoom ke afraad gae or un se kaha ke dua farmaain take Kuda hamare dermiyaan se moot utha le us pegambar ne un ke liye dua ki or us qoom per moot ka khatma ho gaya, esa hone se un ki tadaad main izafa ho gaya or wo bohtaat ho gae or un ke liye jaga jaga tang phar gae un ki nasloo ki naslain phalne pholne lagi, or halat ye ho gae ke jab subha hoti to us qoom nojawaan apne maa baap, phir un ke maa baap phir un ke ajdaad ko khana dete un ke kaam kaaj karte or deekh bhaal main lage rehte yun raat din is hi mian tamaam ho jaate, is nasal der nasal kidmat ne un ki talab e mash ko rook diya, jab ye halaat peda ho gae to wo dubara us pegambar ke paas gae or derkuaas ki ke Kuda se dua karain take wo hamain pehle wali halat per palta de, lehaza us pegamber ki dubara dua se Kuda ne uhne moot ki taraf palta diya.(Ref : Amali e Shaikh Sadooq , majlis # 77 , Topic # moot ka khatima , riwayat # 2 , pg 473). Note : Is riwayat se sabit howa ke is terhan ke shubhaat jo Allah Taala ke Ilm main naqs peda karte hain  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.