Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question shohar ke huqooq in islam 
Answer shoahr k huqooq men se ye hia k biwi shohar ki ijazat k baghair ghar se bahar nah nikale, isi tarah biwi k liye zaruri hai k jab bhi shohar jinsi lazzat hasil kerna chahe to uski khwahish puri kare, or jab tak shara`ee uzar nah ho tab tak shohar ko hambistri se mana nahi ker sakte.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2376) . Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.