Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Gusal ka ehkaam 
Question Meta sawal ya ha ka agar shohar apni wife ki sharam gah ko hath sa ragray or wahan sa pani bhi nikal aay to is sorat main orat per gusal farz hota ha ya nahin  
Answer Wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay Agar is Hadd tak ho k osay Inzaal Kaha ja yani is ke nikalne ke baad orat ki shewat kam hojana jese mard ke mani nikalne ke bad shewat kam ho jati hai) sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib shumaar kia jae ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. Or ager ratobat ke ilawa masalan likoria ki ratobat to wo paak hai or is se gusal wajib nahi hota siwaae wo un koono main se ho jo orat ke sath kaas hain to in ke ehkaam alag hain. Or ager shak ho ke pehli ratobat hai ya dosri to is sorat main gusal wajib nahi. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345 , 351 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.