Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kia koi adami namaz juma ghar mein ada ker sakta hai.aur iss ke niet ka teriqa be . 
Answer Jumma ki namaz k sahi honay ki chand shartain hein jin me se aik jumme ki namaz ka baa jammat perhna zurari he, dosri shart namaz e jumma se pahle 2 khutbey, tesri shart jumma ki 2 namazoon k dermian aik farsakh se kam ka fasla na ho. Is k alawa jumma namaz parhnay waloon ki tadat jo k imam k sath 5 afrad he aur jab tak 5 afrad jema na hoon jumma ki namaz wajib nahi hoti. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 720)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.