Answer |
Muslman, muslman ka kafo(barabar, manind) hai aur momin mard momin aurat ka kafo hai isi lie Islam mai aik musalman ki doosray musalman sai shadi ho sakti hai is mai bradri ka koi amal dhakl nahi hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 221). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |