Answer |
1)Khud khushi kerna azeem gunah main se hay. ( Ref: Ayatullah Sistani (d.b), minhajus saliheen, part # 1, maslah # 30).
2)Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani sai dho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|