Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sunni 
Question asslam alaikum, mera aap say ak swaal hay.brah e karam meray swaal ka jwab zruur dijiay ga or tafseel say dijiay ga.kia musht zani shadi say phlay jaiz hay?agr musht zani jaiz nae hay to kia shadi k baad aurat apni ungli ki bjay shofar ki ungli sharamgah ko lgwa k musht zani kr skti hay?brah e karam maray swaal ka jwaab zrur dijiay ga.  
Answer Islam mai musht zani karna shadi sai pehlay aur baad donoo mai haram hai. laikin shadi k baad agar biwi shohar ki sharmgah ko aur shohar biwi ki sharamgah ko hila kar musht zani karay to haram nahi hai laikin shohar khud sai ye kaam nahi kar sakta hai. (Ref : email rec from Ayatollah Sistani d.b.)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.