Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ahl Sunnat 
Question Assalam O Aliukum. Ya ALI Madad. Meri Shadi ko 10sal hogaye hain.Meri wife Govt. job krti hai or wo Mensehra main rehti hai main Walda kay sath rehta hon.Meri age 35sal hai.Walda ki tabiyat tahek nahi rehti.Main dosri shadi krna chahta hon.Larki ka name RIFFAT bibi walda ka naam Naseem bibi. Mujhay koi hal batain. 
Answer 1)Aik sai ziada shadi krna riwiyat ki roshni mai mustahabb hai aur pehli biwi sai ijazat lena zaroori nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 105,pg # 53) 2)Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho. Laikin is se nikah nahi batil nahi hota.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.