Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question salam janab......mera sawal hai k kuch shiyo ko main ne daikha jo ye aqeeda rakhty hain k ager kisi ka bukhar naa sai hota ho tou wo kisi murday ki rooh ki taraf se hota hai aur aath main chamcha lekar uss par 1 murday ka naam laity hain phr sab fruits ka aur khany ki cheezon ka wo chamcha jiss naam pe shake huwa tou kehty hai yai chees khareed k lo aur uss murday ko eesal kardo bukhar sai hojaega.......plz btaen iss ki koi daleel hai kitabo main ya ye 1 jahelana rasam hai.....shukriya 
Answer Wssalam o alykum, kuch shiyo ke marasim Mazhab e shia ki akkasi nahi kar sakte, or ye baat sirf Mazhab e Shia se mukhtas nahi balke tamaam Mazaahib ke aam loog baaz chezoo per imaan o aqeda rakhte hain jab ke un ke Mazhab main in marasim ki koi qadr o qimat nahi hoti. Ager ap shio ke haqiqi Etiqaadaat ko janna chahte hain to ya to in ke Ulamaa se deryaaft karain ya in ki mutabar kitaboo ka mutaalia karain jese kitaab sulaim ibn e qees halali kun ke farmaan e Saqid Aal e Muhammad hai ke hamare jis shia o doost ke paas sulaim ibn e qees halali ki kitaab mojood nahi(yani jis ne mutalia na kiya ho) wo hamare amar o asbaab ke mutaalliq kuch nahi jaanta (yani mazhab e shia ke bare main kuch nahi jaanta) ye kitaab shia mazhab ki abjad (bunyaad) hai, is main Aal e Muhammad ke raaz chupe howe hain.(Ref : sulaim ibn e qees halali , sumaar # 2 , pg # 10 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.