Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name jamat 
Question Namaz e Jamat mai jana kaisa hai?  
Answer Rozana ki namazain jama,at k saath perhna mustahab hay.or subah, maghrib or isha ki namazo k liay, khososan masjid k parhoos main rehne walay or masjid ki azaan sunnay walay k liay bohot ziyada takeed ki gae hay. Aur Bay aytenai(yani laa perwaahi) k saath namaz e jama,at main shareek nah hona jaiz nahi hay or ye bhi munasib nahi hay k baghair uzr k namaz e jamat ko tark kia jaay.(Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1382). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.