Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatollah Syed Sistani 
Question Bijli chori ke bare me kya hukam hai. Kya us chori hui bijli ki roshni me namaz aur dua parna jayaz hai? 
Answer Bijli ka ghair qanooni istemaal jaiz nahi hay or aisa kaam kernay wala zaamin hay laikin is chori ki bijli say hasil honay walay pani say wuzu or ghusl durust hay or namazain bhi sahi rahain gi. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #229 , Pg #148 , Eidition# 5+ Mujtahid say pochay gay sawalaat, part#3,maslah#186). Update on dated 07-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.