Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kiya zakat dena farz hy.ager apki incam achi nahi tu,humke pas shadi ka gold hy,mager ab itni achi incam nahi,tu pir bhi hum ko zakat lage ghi.hum ki shadi ko 3 saal ho gaye hain, 
Answer Zakat 10 cheezoon par daina wajib hay. 1:Gandum(wheat).2:Jau(barley).3:Khajoor(date).4:Kishmish.5:Sonay k raaijul waqt sikkay(Current Currency Coins).6:Chandi kay sikkay. 7:Oont(camel) 8:Gaey(cow).9:Bhairh bakri.10:Maal-e-Tijarat par ehteyaat lazim ki bina par. in main say har aik jab apnay muqarrirah nisaab per pohanch jaay tu in per zakat daina wajib hoti hay Laihaza aap k gold per zakaat wajib nahi hogi. Albattah agar sonay ko khareednay k baad pehlay saal istemaal nah kia gaya ho tu khums wajib hoga.(ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1820,1865,1735). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.