Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question mera ek doubt hai..k agar koi namaz e shab ki jagah apne marhoom baap ki qaza namazein parhay tou kia utnahi sawab hy jitna namaz e shab ka hy??aur kia is ka sawab baap ko bhi pohonch sakta hai ? plz reply 
Answer Agar baap ne apni khuch namazain nah perhi hoon or on namazo qaza perhne par qadir ho to agar os ne khuda k hokum ki na-fermani kertay hoay on ko na chorha ho to ehtiyaat e wajib ki bina par os k baray baitay par wajib hay k baap k marnay k baad os ki qaza namazain perhay ya kisi ko ujrat day ker perhwaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1371)Note : Marhoom baap ki qaza namazain alag wajib hai aur namaz e shab parhna alag mustahab hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.