Answer |
Janab e Imam e zamana (a.s.) se mankool he k dushmanoo k door karney, un ki ruswae, sahar(magic) ko be-asar karney aur maqsad e deni aur dunyaei pura honay ke lie dua saba’sab bari afadiat rakhti he.( ref kitab wazzif ul abrar pg no 121). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |